HAMARI QOMAI HALAT
Mukrami!
Ibrahim lukonan ka qoaal hai,
”shikasat ya nhi ka ap girr gay hain shikasat ya hai ka ap gir kr uthnay sa inkar kr dany”
Aj agar hum
apnay watan Pakistan ki halat ko thanday dimag sa dekhay aur iss pr goor kray
tu hamary mulk ki aj jo halat hai issay
tasleem krlana chaya kyu k hum na khud girraya hai aur girrnay k bad uth kr
hath pao marrnay k bajjay iss ko dosray ka raham-o-karam pr chordiya hai.aj
hamara watan jin parashaniyoo sa guzar raha hai iss ko dekh kr har Pakistani ka
dil khaoon ka ansoo roo raha hai. Lkn
awam bhat ba bass ha,iss ko badla ja sgta hai lkn sirf hamary hukmaroo ka
hathoo sa . Hamay yaha qanoon banty hain sirf dekhnay k laya lkn iss pr amal daramad krnay wala koi nhi,hamary
hukmaran apnay watan ks jaiza lay aur apnay zati mafat sa haat kr mulki mafat
ko paashay nazar rkhay. Mulk ma jab tak mahangai ka khatma nhi hojata tab tak
iss mulk ki halat ko behtar nhi banya ja sagta,jb ek thai logo ka pass paat
bharnay ka lya doo waqt ki sookhai rootai na ho tu bharti bhook Agg ban jatai hai aur iss sa loot mar, khud
kushai, bhatakhoorai aur chand paisoo k
lya dhashat garrdai jaisy masail janam laty hain jo aj kal iss mulk ma bhat
zada ho raha hai.pakistan ma bharti hui loot mar,dhashat garrdai ka nataija ha
bharti hui mahangai ha jo aj kal bhat arooj pr haipakistan iss wqt aisi taraiq
ma dooba hua hai jis sa issay nikalny k lya issnaf krnay walo aur iss mulk ki
bhatar banay walay ko koshish ki zaroot hai.bijli ka bharan shaded hota jarha
hai,Gas jo hamary mulk ki paida war hai ya bhi ka mi k shikar hai,kuch gharoo
ka choolay mahangai or ba roozgari ka baaiass thandy phary hain or kuch gharoo
ka choolay Gas na honay ki waja sa thanday phary hain.iss mahangai ka daroor ma
doo wqt ki rootai bahir sa kharidna bht mushkil
hai. petrol ki mahangai k baaiass log apni gaarai ko gas sa chalany pr ajboor
hain lkn iss mulk ma gas ko bhi Agg lagai hui hai,har 2 din bad CNG station
band kr diyajaty hain jiss ka baaiass tansport kam hojati hai or shaariyoo ko
mushkilata k samna krna pharta hai.bachoo baroo buzugr ko office or school
janay ma dushwari hoti hai or baz oqat
hazari kam hojati hai or awam or hukumat ko Arrbo rupay k nuksan hota ha.iss
mulk ka hosool k lya hamary buzugr na jatnai jado jahaid ki or khoon ki qurbani di,lkn aj
iss mulk ma inn ki qubaniyoo ka ahass kisi ko nhi.hum na iss mulk ko bahatr
banay ka bajay barbad kr diya hai.karachi Pakistan ma riheer ki hadai ki
haisiyat rkhta hai, ek wqt th jb Karachi rooshniyoo ka shahir khalata th jo ajdashaatgardai ki nazar hogya hai.
“Allah
Hamary Mulk Pr Raham-o-Karam Kary”
AMEEN…….!
Hm log khud is halat ky zimaydar han .... nice post
ReplyDeleteThanks for sharing.....
Pakistan Web Online