jab key yeh hum logon ki zindagion mein hamrari
guftagoo mein gharz har baat mein shamil hoti hay
aur hum samjhtey hein kay hum koi ghalt baat nai kar rahay hum toh haqeeqat bayan kar rahay hein jo kay falaaan
shakhs ki hay..jab key yahee gheebat hay aur buhat bara gunah
hay Allah Talah kay haan aur hum is
sey bach hi nai paatey.balky koshish he nahe karty, ..ye bhi gunah ki baat hay.
gharz hum logon ko gheebat karney
aur tohmat laganey sey bachna chahiye.
Hum ko chahiye kay jub koi hamrey samney kisi
ki buraayi bayan karey toh usko
Allah Talah kay hukam sey agah karein jo
gheebat kay baarey mein hay
aur khud bhi kisi ki buraayi na karein...

Anas (RadiAllahu anhu) se riwayat hai ke
Nabi (Sallallahu alaihi wa'sallam) ne farmaaya:
"Jab main Jannat mein utaara gaya
to main aaise logon ke paas se guzra
jin ke paas taambe ke naakhun the
jiss se unhon ne apne chehre aur seene ko
kharonch rakha tha.
Main ne Jibra'il (Aleihissalaam) se daryaft kiya:
"O! Jibra'il! yeh kaun log hain? "
Unhon ne farmaaya:
"Yeh woh log hain
jo doosre logon ka ghost khaya karte the aur
unnki izzat wa namoos pe hamla aawar hote the."

No comments:
Post a Comment